Download Site App

New Website Blog Ke Liye Google Sitemap kaise Banaye

By:        ViPiN KUMAR 'BAADSHAH'       Comments
Post Date: 25/02/2018                                    Last Update: 19/04/2018


Hello Dear Friend’s
Blog website ke liye google sitemap kaise banaye aur blog ke liye sitemap kyo important hai importent hi nahi bahut hi jaruri hai jab aap apni blog website se post publish karte hai or google search me index nahi hoti hai to aapko badi nirasa hoti hai mahnat karne ke babjud bhi aapko seo se koi result nahi mil raha hai
iska karan sirf or sirf google sitemap create karke search console me add nahi karna aapko pata hoga ki sitemap me aapki site ke all posts ke link url add hote hai and sitemap google search engine ko aapki site ke baare me full information deta hai
Har blogger chahta hai ki uska article Google search me show ho or jada se jada traffic mile.to iske liye aapko xml sitemap craete karna hoga,Sitemap google ki ek free service hai
jiska aapko koi charge nahi dena hota hai aur ise aap free me generat kar sakte hai free sitemap generat karne ke liye google par bahut sare tools hai. unke dwara sitemap generate yani ki bana sakte hai.
Ye bhi pade.

Sitemap information

Google sitemap ek xml file hoti hai jisme blog website ke sare link hote hai.aur aap isme adhiktam 500/ pages add kar sakte hai sitemap blog website ke liye jaruri hai jab aap apani site par post likh kar publish karte hai to aapka article sitemap me sabmit ho jata hai.
jab koi visiter search engine par search karta hai or wahi link aapke google sitemap me hai aur seach engine usko khoj raha hai to sitemap turant aapki link seach engine ko pakda deta hai jo aap khoj rahe hai so link search engin bhai mere pass hai aur search engine aapki link ko Google par show kar deta hai is tarah aapke article google search me index hone lagte hai or aapke blog ka organic traffic bhi incrase hota hai,

 Blog ke liye google sitemap kaise banaye.

 blog website ke liye google sitemap banana bahut hi simple hai hamare dwara bataye easy step follow karke blog ke sitemap create kar sakte hai
Sabse pahale aap  Xml-sitemap.com par jaye.


Ab ek page open hoga. jisme aapko apana sitemap generat karna hai.
1. Sabse pahle aapko apni blog ya website ka url type kare.


2. Aap isme  Always  select kare.

3.USE SERVERS RESPONSE  par tick mark kare.

4. AUTOMATICALLY CALCULATED PRIORITY  par tick mark kare.

5.Last me  Start  par click kare.




Aur aapka xml sitemap banana start ho jayega. sitemap banane ke bad kuchh is tarah dikhega. 

your sitemap is ready aapka sitemap generet ho chuka hai.


Blog website ke url link sitemap me kuchh is tarah se hoge image me dekh sakte hai. Ab aap is sitemap ko bing yahoo, search console webmaster tools me add kar sakte hai

Dosto agar aap ko koi problem hoti hai to comment kar jarur puchhe. aur es podt ko share karna na bhoole. Thanks.

Ummid karunga ki aapne blog ka sitemap bana liya hoga agar fir bhi sitemap banane me koi problem aarahi ho to hamse comment ke dwara puchh sakte hai. aur agar aapko hamara ye article pasand aaya ho to hamare jo social media icon hai unke dwara social network par share kar sakte hai.  thanks,………….
New Website Blog Ke Liye Google Sitemap kaise Banaye New Website Blog Ke Liye Google Sitemap kaise Banaye Reviewed by Unknown on 05:55 Rating: 5
Powered by Blogger.