Download Site App

HTML KAISE SIKHE FULL JANKARI


By:        ViPiN KUMAR 'BAADSHAH'       Comments   Last Update: 19/04/2018


Hello Dear Friend’s

Mai Vipin Kumar 'BAADSHAH' AAP KA TARGET . COM  Par Aapaka swagat karta hu. Friend’s Aaj mai es Articles me mai aap ko HTML KAISE SIKHE Ke baare me bataunga.


Yaha janege HTML kaise sikhe, Hindi language me HTML kaise jane, How to learn HTML web designing language in Hindi. 
HTML ek mark language hai, jisse website ke webpages design kiye jate hai. Web designing me jo sabse pahle language sikhni hoti hai wo hai HTML, ise ek taraf se Web designing ya developing ka basic language bhi bol sakte hai.

HTML ki definition ke bad aata hai ise kaise sikhe?

                    

Notepad Open Kare

  1. Starts > All program > Accessories > Notepad
  2. Windows + R  (Open Run Command) And Type >Notepad
Window user ke liye starts me jakar text editor Notepad open kare, agar aap apple laptop ke operating system mac user hoto apke andar text editor TextEdit hoga.

Window user ke liye starts me jakar text editor Notepad open kare, agar aap apple laptop ke operating system mac user hoto apke andar text editor TextEdit hoga.

<html> and </html> ke Bich Code

HTML ke har code in <html> and </html> ke bich hi likhe jayege, isse out HTML ka ek bhi code nahi jayega.
To sabse pahle Code likhe aur ab jo bhi coding hogi in 2 code ke bich hogi.

<html>..................</html>

<head> Tag

HTML me title, other file calling, meta tag etc. jo hame web page me display nahi karne hai par web page ke background me kaam karti hai wo sab ate hai.
Jaise isme title aata hai jo browser tab par show hota hai.


Other file ko attach karne ke code likhna jaise CSS, Java script jaisi other language ko HTML file se connect karni hoti hai to wo Head section ke andar hi hota hai.
To ab <html> and </html> ke bich me code likhe:

<head>
<tittle>Your title</html>
</head>

Head section yahi end karte hai, isse aage nahi likhe.

<body> Tag

Ab isme jo bhi coding hogi, wo sab webpage me display hoga. web page ki heading, footer, sidebar, navbar sabhi body ke andar hi aate hai.
Yah tag head section ke just ending ke bad aata hai.
To ab body tag lagaye.

<body>
</body>

Ab jo bhi coding hogi wo sab body tag ke andar hi hogi.
Jaise chalo ek heading lagate hai.
HTML me 6 tarah ki heading hoti hai, jis me se sabse badi wali heading ka tag H1 hota hai.
Heading tag is tarah se lagaye, jo body ke andar ayega:
<h1>Website Heading</h1>Isase Chhoti
<h2>Website Heading</h2>Isase Chhoti
<h3>Website Heading</h3>Isase Chhoti
<h4>Website Heading</h4>Isase Chhoti
<h5>Website Heading</h5>Isase Chhoti
<h6>Website Heading</h6>Sabase chhoti Heading <h6> hoti hai.

Chaliye pura code ek bar dekhte hai, check karle apki coding aisi hai?

<html>
<head>
<title>Your title</title>
</head>
<body bgcolor="Any color name"></body>
<body>
<h1>Website Heading</h1>
</body>
</hmtl>

Save Kare, Give Name name.html

Ab file ko save karte wakt thoda de, har file ki tarah HTMLweb page file ka extension .html & .htm hota hai.
Ex. of other file extension: .exe, .pdf, .txt, .jpeg etc.
  1. Ctrl+S press ya phir File>Save par jaye.
  2. File ki location de, fast access ke liye filhal ise desktop par hi save kare.
  3. File ke name ke just bad .html likhe for example test.html

Note:- Name ke Bad      .html        lagana na bhoole.

Open File as Browser

Apne browser chrome, internet explorer, filefox etc. me file ko open kare.


Friend's Agar aapko mera yah article Achha laga ho to SHARE karna na bhoole. Agar aapko es process ko karane me koi problem aati hai to comments kijiye ya +91 8932864666 Par call kejiye mai aapki sahayata jarur karunga. Muche Aapki sahayata karne me Khushi hogi.........Thankyou!.........
HTML KAISE SIKHE FULL JANKARI HTML KAISE SIKHE FULL JANKARI Reviewed by Unknown on 11:14 Rating: 5
Powered by Blogger.