Download Site App

HTML ME TEXT Body AND Headings


By: ViPiN KUMAR 'BAADSHAH'       COMMENTS

   Article Post Date - 02/04/2018      Page N. 2          Last update- ......


Hello Friends..... Your Welcome…….
HTML (HYPER TEXT MARKUP LANGUADGE)

BODY :-
Body ko simpali samjhate hai. Body ka arth hota hai ek dhach jaise ki hamare shirr ki body ka ek shape hamari body bhi ek dhacha hi hai jo ki haddiyo ki roop me hai. Ham html me body ko webpage ka ek dhacha mante hai  esi par webpage ko banate hai. Kisi vyakti ki body kai ango se milkar banti hai. Vyakti ko koi work karma hota hai to wah  apani body ke  hi jariye karta hai. Chahe wah haath se kare ya fir pair se. kyoki wah ang uske body ke hai. Usi tarah  Jaise ki web page ka background, ya fir koi type text ya fir koi image ya animation sab body par hi work karte hai. Jiase ki ham webpage ki body ka kalar dete hai.
       <body bgcolor=”red”> …..</body>              
Example :-      Look Image
<html>
<head>
<title>AAP  KA TARGET.COM</title>
<body bgcolor='red'>
<font color="blue" size="5">Aap Ka Target .Com</font>
<h2>HTML KI PURI JANKARI</h2>
<font color="greeen" size="4">Aap Bhi Seekhiye</font>
<h4>HTML KYA HAI</h4>
<h5>HTML KAISE SEEKHE</h5>
<h6><font color="white">OPEN KARE AAPKA TARGET.COM AUR SAB KUCHH SEEKHE</font></h6>
</body>
</head></html>
HEADINGS :-
                        Heading ka tatprya kisi paragraph ko samet kar ek line ya ek chhota sa vakya hota hai. Ya kisi ek word par process karma. Jis word par ham process karte hai wahi heading hai jaise ki HTML kya hai. Esame heading hai HTML ya HTML DIffination.  HTML me kul six (6) Headings hoti hai. Jisme ki sabse badi heading h1 hota ahi aur sabase chhoti headings H6 hota hai. H1 sabase badi heading usase chhoti h2 headings Usase chhoti h3 headin isi tarah h6 sabse chhoti heading hoti hai.
EXAMPLE :-
<html>
<head>
<title>AAP  KA TARGET.COM</title>
<body bgcolor='red'>
<h1>Aap Ka Target .Com</h1>
<h2>Aap Ka Target .Com</h2>
<h3>Aap Ka Target .Com</h3>
<h4>Aap Ka Target .Com</h4>
<h5>Aap Ka Target .Com</h5>
<h6>Aap Ka Target .Com</h6>
</body>
</head></html>
TEXT BOLD / ITALIC / UNDERLINE :-
        Text bold , etalic, and underline karane ke ham  text ke pahale tag me b, I, and u likhate hai. Jise ki Hariram ko bold karne ke liye ham word se pahle  tag me b likhate hai (<b>Hariram</b>) hai. Usitarah italic and undaerline karne ke liye tagme I and u likhate hai. Word ke baad ham tag me likhe word ko (<b>) band kar dete hai jisase isaka effect other words par na pade. (</b>) bilkul is tarah.
EXAMPLE :-
<html>
<head>
<title>AAP KA TARGHET.COM</title>
<body bgcolor=’papayawhipe’>
<body>
<font color='darkred' size='4'><B>AAP KA TARGET .COM</B> = Bold me</font><br>
<font color='darkred' size='4'><i>AAP KA TARGET .COM</i> = Italic me</font><br>
<font color='darkred' size='4'><u>AAP KA TARGET .COM</u> = Underline me</font><br>
<font color='darkred' size='4'>AAP KA TARGET .COM = Normal me</font><br>
</body>
</body>
</head></html>
Please click the next page (Aur padane ke liye agale page par jaye)


Related Post :-
1.   HTML kya hai.
2.   html me image kaise lagaye.
3.   html me text line ko break kaise kare.
4.   Marquee kya hai eska use kaise hota hai.
5.   html me table kya hai.
6.   kisi bhi text ko bold/ italic/ underliune kaise kare.
7.   Marquee ko top to bottom ya bottom to top kaise kare.
8.   Word Ya Image ko link ya url se kaise jode.


Hi! Friend’s
        Mera me ViPiN KUMAR ‘BAADSHAH’  hai. Mai AAP KA TARGET . COM Ka Admin hu. Mai Un Dosto ka AAP KA TARGET  .COM  Par Help Karta hu. Jinhe Kam English Aata Hai Aur wah Seekhana aur In Sab ke bare me Janana Chahte hai.  Thankyou!



HTML ME TEXT Body AND Headings HTML ME TEXT Body AND Headings Reviewed by Unknown on 05:29 Rating: 5
Powered by Blogger.