Download Site App

HTML KI PURI JANKARI / HTML SIKHE 5 Dino Me ( Full Knowledge Is HTML)


HTML (HYPER TEXT MARKUP LANGUADGE)
HTML :-
         HTML ek  languadge hai. Esaka pura name HYPER TEXT MARKUP LANGUADGE KAI. Jisaki sahayta se Webpage Degine kiya jata hai ya ham kahte hai website degine (Banaya) kiya jata hai. Jo ki Internet ka page hota hai jo ki kisi bhi browser par open hota hai.

Es languadge yani ki HTML me Code ko tag me rakha jata hai. Tag ko ham jitani baar wa jis kram me open karte hai uske ulte kram me ham tage ko band karte hai. Jaise-
          <h1><font color=”red”>HYPER TEXT MARKUP LANGUADGE</font></h1>       
EXAMPLE:- Look Image….


NOTEPAD :-
          Notepad ek text typing application software hai. Jis par ham kisi bhi text ko type kar sakte hai. Notepad ko hame  computer system me install karne ki jarurat nahi hoti hai Notepad Har computer system me windows ke saath install rahta hai.
          Notepad par ham HTML ke code and other text ko webpage desine karne ke liye ham type karte hai.
EXAMPLE :- Look Image-


SAVE / SAVEAS :-
                             Save and Saveas ka use ham kisi file me text ko Save karne ke liye karte hai. Chahe wah kisi bhi pakege me kyu na ho Exampale- (Notepad, Wordpad, Powerpoin etc.)

          Notepad me html ka jo kuchh bhi Desine ko save karne ke liye  ham Meenubar par File option par click karte hai. Usaka name date hai jis naam se html file ko save karma hai aur name ke last me .html  lagate hai jisase  wah HTML page ban jata hai  aur browser par open hota hai.
EXAMPLE:-   Look Image-

HTML HEADINGS :-
                                      HTML me total six Headings hoti hai. HTML ki sabase badi heading H1 hoto hai aur sabse chhoti heading H6 hoti hai. HTML ki Headings  nimnalikhit hai.
          H1, H2, H3, H4, H5, H6      
Headings ko and HTML Code ko Tag me likha jata hai estarah< H1><h2><h3> etc.
EXAMPLE :-  Look Image-

TITLE / <TITLE></TITLE>:-
Webpage Desine karte samay Title me Site ka Name Date Hai  Jaise Ki AAP KA TARGET . COM yah title Browser Ke Tab ME upper Show karta hai
HTML KI PURI JANKARI / HTML SIKHE 5 Dino Me ( Full Knowledge Is HTML) HTML KI PURI JANKARI / HTML SIKHE 5 Dino Me ( Full Knowledge Is HTML) Reviewed by Unknown on 03:05 Rating: 5
Powered by Blogger.